Aboo Bakr RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu ka martaba

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Hazrat Aboo Bakr RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu ka martaba aur mohabbat 🥀*



Part:10

🔸Hazrat Abd-ul-Allah Bin Umar RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhuma Se Riwayat Hai Ki Aik Din 

❤️Huzoor Nabiyy-E-Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ghar Se Baahar Tashrif Laaye Masjid Me Daakhil Huwe Us Dauraan Hazrat Aboo Bakr RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Aur Hazrat Umar RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ke Hamraah They,
 
🔹Aik Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Kee Daa’iyn jaanib They Aur Doosre Baa’iyn Jaanib Aur Huzoor Nabiyy-E-Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Un Dono’n Ka Haath Pakda Huwa Tha Phir 

🧡Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Farmaya .....

♦️Hum Qiyamat Ke Roz Isi Tarah Uthaaye Jaaenge.”

👉🏻Is Hadith Ko Imam Tirmidhi Aur Imam Ibn Majah Ne Riwayat Kiya Hai.

📚📚📚📚📚📚📚
Tirmidhi Fi As-Sunan, 05/612, Raqam-3669,

Ibn Majah Fi As-Sunan, 01/38, Raqam-99,

Hakim Fi Al-Mustadrak, 04/312, Raqam-7746,

Ibn Hibba Fi Tabaqat Al-Muhaddithin Bi-Asbahan, 04/239, Raqam-640,

Kanz-ul-Inabah Fi Manaqib-is-Sahabah,/67, 68, Raqam-60
📚📚📚📚📚📚📚
To be continue....



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हजरत अबू बकर सिद्धिक की खास खुसूसियात।

सैय्यदीना सद्दीके अकबर का फैसला गुस्ताखे रसुल ﷺ के लिय क्या था*

9⃣SHANE SIDDIQ-E-AKBARرضي الله عنه ‏