Aboo Bakr RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu ka martaba

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Hazrat Aboo Bakr RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu ka martaba aur mohabbat 🥀*



Part:11

🔸“Umm-ul-Mu’minin Sayyidah Aaishah Siddiqua RadiyAllahu Ta’ala ‘Anha Amir-ul-Mu’minin Sayyidina Umar Bin Khattab RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Riwayat Karti Hain Ki Unhone Farmaya....

❤️Hazrat Aboo Bakr RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Hamare Sardar, Hum Sab Se Behtar Aur RasoolAllah SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ko HumSab Se Ziyadah Mahboob They.”

👉🏻Is Hadith Ko Imam Tirmidhi Ne Riwayat Kiya Hai.

📚📚📚📚📚📚📚
Tirmidhi Fi As-Sunan, 05/606, Raqam-3656,

Hakim Fi Al-Mustadrak, 03/69, Raqam-4421,

Kanz-ul-Inabah Fi Manaqib-is-Sahabah,/68, Raqam-61
📚📚📚📚📚📚📚
To be continue….

Note:Ye msg's sirf aur sirf deen hasil karne ke liye post kiye jate har sunni kitab ka apna makkam he.....



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हजरत अबू बकर सिद्धिक की खास खुसूसियात।

सैय्यदीना सद्दीके अकबर का फैसला गुस्ताखे रसुल ﷺ के लिय क्या था*

9⃣SHANE SIDDIQ-E-AKBARرضي الله عنه ‏