Aboo Bakr RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu ka martaba

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Hazrat Aboo Bakr RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu ka martaba aur mohabbat 🥀*



Part:08

♦️“Hazrat Aboo Hurayrah RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Riwayat Hai Ki..... 

🧡Rasool-ul-Allah SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Hazrat Jibra’il-E-Amin Se Farmaya :
Aye Jibra’il !
Meri Qaum (Waqia-E-Mi’raj Me) Meri Tasdiq Nahin Karegi.....

♦️Jibra’il ‘Alayh-is-Salam Ne Kaha :
Aboo Bakr RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Aap Kee Tasdiq Karenge Aur Woh Siddique Hain.”

👉🏻Is Hadith Ko Imam Tabarani Ne Riwayat Kiya Hai.

📚📚📚📚📚📚📚
Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Awsat, 07/166, Raqam-7173,

Ibn Sa’d Fi At-Tabaqat-ul-Kubra, 01/215,

Kanz-ul-Inabah Fi Manaqib-is-Sahabah,/63, 64, Raqam-56
📚📚📚📚📚📚📚
To be continue....



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हजरत अबू बकर सिद्धिक की खास खुसूसियात।

सैय्यदीना सद्दीके अकबर का फैसला गुस्ताखे रसुल ﷺ के लिय क्या था*

9⃣SHANE SIDDIQ-E-AKBARرضي الله عنه ‏