Aboo Bakr RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu ka martaba

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Hazrat Aboo Bakr RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu ka martaba aur mohabbat 🥀*



Part"09

♦️Hazrat Amar Bin Aas RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Marwi Hai Ki 

🧡Huzoor Nabiyy-E-Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Mujhe Ghazwah Dhaat-is-Salasil Ka Amir-E-Lashkar Bana Kar Rawana Farmaya Jab Waapas Aaya To Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Kee Khidmat Me Arz Guzaar Huwa...

🔴Aurto’n Me Aap Ko Sab Se Ziyadah Muhabbat Kis Se Hai ?
To Farmaya :
Aaishah Ke Saath.
Mein Ne Phir Arz Kiya :
Mardo’n Me Se ?

🧡Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Farmaya....

🔹Us Waalid(Aboo Bakr RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu) Ke Saath.

🔸Mein Ne Arz Kiya :
Phir Un Ke Baa’d ?

🧡Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Farmaya...

♦️Umar Bin Khattab Ke Saath.
Aur Phir....

🧡Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ne Un Ke Baa’d Chand Doosre Hazarat Ke Naam Liye.”
Yeh Hadith Muttafaque Alayh Hai.

📚📚📚📚📚📚📚
Bukhari Fi As-Sahih, 03/1339, Raqam-3462,

Muslim Fi As-Sahih, 04/1856, Raqam-2384,

Tirmidhi Fi As-Sunan, 05/706, Raqam-3885, 3886,

Ibn Majah Fi As-Sunan, 01/38, Raqam-101,

Ahmad Bin Hanbal Fi Al-Musnad, 04/203, Raqam-17143,

Kanz-ul-Inabah Fi Manaqib-is-Sahabah,/65, 66, Raqam-58
📚📚📚📚📚📚📚
To be continue...



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हजरत अबू बकर सिद्धिक की खास खुसूसियात।

सैय्यदीना सद्दीके अकबर का फैसला गुस्ताखे रसुल ﷺ के लिय क्या था*

9⃣SHANE SIDDIQ-E-AKBARرضي الله عنه ‏