Aboo Bakr RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu ka martaba

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Hazrat Aboo Bakr RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu ka martaba aur mohabbat 🥀*



Part:02

🔹“Hazrat Aaishah Siddiqua RadiyAllahu Ta’ala ‘Anha Se Riwayat Hai Ki.... 

♦️Hazrat Umar Bin Khattab RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Ne Farmaya Ki... 

🔸Hazrat Aboo Bakr RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Huzoor Nabiyy-E-Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Ko Hum Sab Se Ziyadah Mahboob They, Aur Hum Sab Se Behtar Aur Hamare Sardar They...

🔹Aap Guftagu Karte Rahe Yaha’n Tak Ki Farmaya :
Mardo’n Me Sab Se Pahle Islam Qubool Karne Waale Hazrat Aboo Bakr They.”

👉🏻Is Hadith Ko Imam Ne Riwayat Kiya Hai.

📚📚📚📚📚📚📚
Ibn Hibban Fi As-Sahih, 15/278, 279, Raqam-6862,

Bazzar Fi Al-Musnad, 01/373, Raqam-251,

Haythami Fi Mawarid Al-Zam’an Ila Zawa’id Ibn Habban, 01/532, Raqam-2199,

Kanz-ul-Inabah Fi Manaqib-is-Sahabah,/59, 60, Raqam-49
📚📚📚📚📚📚📚
📫to be continue...



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हजरत अबू बकर सिद्धिक की खास खुसूसियात।

सैय्यदीना सद्दीके अकबर का फैसला गुस्ताखे रसुल ﷺ के लिय क्या था*

9⃣SHANE SIDDIQ-E-AKBARرضي الله عنه ‏