1️⃣0️⃣SHANE SIDDIQ-E-AKBARرضي الله عنه ‏

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 SHANE SIDDIQ-E-AKBARرضي الله عنه 🥀*



*POST NO - 10:*

*HADEES:*
IMAM HAKIM NE AL MUSTADRAK, VOL-3, PG NO-70, HADEES NO-4,422.

Hazrat Ali رضي الله عنه Aur Hazrat Zubair رضي الله عنه Farmate Hai Ke Bila Shubah Hazrat Abu Bakar رضي الله عنه Khilafat Ke Sabse Zyada Haqdaar Hai. Aap Rasoollallah ﷺ Ke Gaar Ke Saathi Hai. Aap Thaani Ithnain (Yaar-e-Gaar) Hai.

Aur Hum Aapke Sharaf Ko Aur Aapke Khair Hone Ko Jaante Hai. Beshak Aapko Rasoollallah ﷺ Ne Apni Zaahiri Hayaat-e-Tayyibah Me Namaz Ki Imamat Ka Hukm Diya Tha.

📚 IMAM BAYHAQI NE SUNANUL KUBRA, VOL-8, PG NO-152.



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हजरत अबू बकर सिद्धिक की खास खुसूसियात।

सैय्यदीना सद्दीके अकबर का फैसला गुस्ताखे रसुल ﷺ के लिय क्या था*

9⃣SHANE SIDDIQ-E-AKBARرضي الله عنه ‏