2⃣SHANE SIDDIQ-E-AKBARرضي الله عنه ‏

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



   *🥀 SHANE SIDDIQ-E-AKBARرضي الله عنه 🥀*



*POST NO - 2:*

1️⃣
*Abdullah Ibne Usman*
Hazrat Abdullah Ibne Zubair رضي الله عنه Apne Walid Se Riwayat Karte Hai Ke Hazrat Abu Bakar Siddiq رضي الله عنه Ka Naam Abdullah Ibne Usman Hai.

📚SAHIH IBNE HIBBAN, VOL-9, PG NO-6, HADEES NO-6,825.

2️⃣
*Adbul Kaaba*
Jamhoor Ahle Nasab Ke Nazdeek Aapka Kadim Naam Abdul Kaaba Tha. Musharraf Ba Islam Hone Ke Baad Aapka Naam Allah Ke Nabi ﷺ Ne Abdullah Rakh Diya.

AL-ISTIYAB FI MARIFATE SAHABA, VOL-3, PG NO-315.

IMAM ABU AL-ABBAS MOHIDEEN NE RIYAZ AN NAZRA, VOL-1, PG NO-77.

3️⃣
*Atiq*
Imam Ibne Ishaq Rehmatullah Alaih Farmate Hai Yeh Naam Aapke Walid Ne Rakha Tha.

Hazrat Moosa Ibne Talha رضي الله عنه Farmate Hai Yeh Naam Aapki Walida Ne Rakha.

📚IMAM ABU AL-ABBAS MOHIDEEN NE RIYAZ AN NAZRA, VOL-1, PG NO-77.



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हजरत अबू बकर सिद्धिक की खास खुसूसियात।

सैय्यदीना सद्दीके अकबर का फैसला गुस्ताखे रसुल ﷺ के लिय क्या था*

9⃣SHANE SIDDIQ-E-AKBARرضي الله عنه ‏