1⃣SHANE SIDDIQ-E-AKBARرضي الله عنه ‏

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



   *🥀 SHANE SIDDIQ-E-AKBARرضي الله عنه 🥀*



*POST NO - 1:*

*QURAN:*
PARA NO-10, SURAH-TAUBA, AAYAT NO-40.

*TARJAMA:*
Sirf Do Jaan Se Jab Woh Dono Gaar Me The. Jis Waqt Woh Mehboob ﷺ Apne Sahab Ko Farma Rahe The, Darne Ki Koi Baat Nahi Khuda ﷻ Hum Dono Ke Sath Hai.

*EXPLANATION:*
Yeh Hazrat Abu Bakar Siddiq رضي الله عنه Ki Azeem Sahabiyat Hai Ke Unki Sahabiyat Par Allah ﷻ Ne Quran Paak Ki Aayat Naazil Ki Hai Aur Kisi Ko Sahab Nahi Kaha Gaya. Saare Sahaba Azeem Hai
Magar Siddiq-e-Akbar رضي الله عنه Woh Azeem Sahabi Hai Ke Jinko Khuda ﷻ Ne Khud Rasoolallah ﷺ Ka Sahab Kaha.



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हजरत अबू बकर सिद्धिक की खास खुसूसियात।

सैय्यदीना सद्दीके अकबर का फैसला गुस्ताखे रसुल ﷺ के लिय क्या था*

9⃣SHANE SIDDIQ-E-AKBARرضي الله عنه ‏