5⃣SHANE SIDDIQ-E-AKBARرضي الله عنه ‏

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



   *🥀 SHANE SIDDIQ-E-AKBARرضي الله عنه 🥀*



*POST NO - 5:*

*HADEES:*
TARIKHUL KHULFA, BAAB MANAKIB ABI BAKAR SIDDIQ

Allah Ke Rasool ﷺ Ne Irshad Farmaya Ke 360 Behtareen Khaslate Hai Allah ﷻ Jiske Sath Bhalayi Ka Iraada Farmata Hai Toh Allah ﷻ Un 360 Khaslato Me Se Ek Khaslat Usme Paida Farma Deta Hai. Aur Jisme Ek Khaslat Ho Woh Jannat Me Dakhil Hoga.
Jab Rasoolallah ﷺ Ne Yeh Farmaya To Hazrat Abu Bakar Siddiq رضي الله عنه Ne Pucha Ya Rasoollallah ﷺ! Kya Un 360 Me Se Koi Mere Andar Bhi Payi Jaati Hai. Kya Un Khasais-e-Khair Me Se Mujhe Bhi Allah ﷻ Ne Koi Ata Farmayi Hai. 

Jab Hazrat Abu Bakar Siddiq رضي الله عنه Ne Sawaal Kiya Toh Rasoolallah ﷺ Ne Jawab Diya Ke Aye Abu Bakar Tumhe Mubarak Ho Tumme 360 Khaslate Payi Jaati Hai.



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

हजरत अबू बकर सिद्धिक की खास खुसूसियात।

सैय्यदीना सद्दीके अकबर का फैसला गुस्ताखे रसुल ﷺ के लिय क्या था*

9⃣SHANE SIDDIQ-E-AKBARرضي الله عنه ‏